Wednesday 17 July 2013

One day to go "Perform 'umrah in the month of Ramadan, (as it is equivalent to Hajj or Hajj with me (in reward)." ♥


Jo rozedar ho wo na to Biwi se Humbistari karey aur na Fahash (buri) aur Jahalat ki Batein kare..x
Narrated Abu Huraira Radi Allahu Anhu :Allah's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam said, "Fasting is a shield (or a screen or a shelter). So, the person observing fasting should avoid sexual relation with his wife and should not behave foolishly and impudently, and if somebody fights with him or abuses him, he should tell him twice, 'I am fasting." The Prophet added, "By Him in Whose Hands my soul is, the smell coming out from the mouth of a fasting person is better in the sight of Allah than the smell of musk. (Allah says about the fasting person), 'He has left his food, drink and desires for My sake. The fast is for Me. So I will reward (the fasting person) for it and the reward of good deeds is multiplied ten times."

[Sahih Bukhari :: Vol. 3 :: Book 31 :: Hadith 118]

Urdu Translation: Abu Hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Roza Dozakh se bachne k liye Aik dhaal hai isliye (jo rozedar ho) wo na to biwi se Hambistari kare aur na fahash (buri) aur jahalat ki batein kare aur agar koi shaksh us sey ladey ya usey gaali de to uska jawab sirf ye kahna chaahiye k main Rozedar hun do baar (kahe), us zaat ki Qasam jis k haath mein meri jaan hai Rozedar ke munh ki Bu Allah ke nazdeek mushk ki khushbu se bhi zyada pasandeeda aur pakeeza hai (Allah taala farmata hai) banda apna khana peena aur apni Shahwat meri liye chodta hai Roza mere liye hai aur main hi iska badla dunga aur nekiyon ka sawab bhi asal neki ke 10 guna hota hai

[Urdu Ref :: Sahih Bukhari :: Vol 3 :: Hadith 1894]

Meri Ummat k Logon mein us waqt tak khair Baqi rahegi jab tak wo Iftaar mein jaldi karte rahenge
Narrated Sahl bin Sad Radi Allahu Anhu : The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "The people will remain on the right path as long as they hasten the breaking of the fast."

[Sahih Bukhari :: Volume 3 :: Book 31 :: Number 178]

Urdu Translation: Hazrat Sahl Bin Saad Radi Allahu Anhu se Riwayat hai k Rasoollallah Sallallahu Alaihi wasallam ne Farmaya Meri Ummat ke Logon mein us waqt tak khair baqi rahegi jab tak wo iftaar mein jaldi karte rahenge.

[Urdu Ref :: Sahih Bukhari :: Volume 3 :: Hadith 1957]

═══════════════════════◄►══════════════════════●

Anas (Allah be pleased with him) reported Allah's Messenger Sallallahu Alaihi Wasallam as saying: Take meal a little before dawn, for there is a blessing in taking meal at that time.

[Sahih Muslim :: Book 6 :: Hadith 2412]

Urdu Translation: Hazrat Anas Radi Allahu Anhu se Riwayat hai k Rasoollallah Sallallahu Alaihi wasallam ne Farmaya "Sehri khaya karo kyu k Sehri k khane mein barkat hai ".

[Urdu Ref :: Sahih Muslim ::Vol 3 :: Hadith 2549]

Jab tum mein se koi Roza Iftar karne lage to Khajur se Iftar kare aur Agar khajur na mile to paani se kare
Salman bin Amr Radi-Allahu-Anhu Narrated that the Messenger of Allah peace be upon him said: When any one of you breaks his fast, let him break it with dates. If he cannot find dates, then let him break it with water, for it is a means of purification.

[Sunan Ibn Majah :: Vol. 1 :: Book 7 :: Hadith 1699]

Urdu Translation: Hazrat Salman bin Amr Radi-Allahu-Anhu se riwayat hai k Rasoollallah Sallallhu Alaihi Wasallam ne farmaya jab tum mein se koi Roza Iftar karne lage to khajur se iftar kare aur agar khajur muyassar na ho to phir paani se iftar karle kyun k paani paak karne wala hai.

[Urdu Ref :: Sunan Ibn Majah :: Vol 1 :: Hadith 1699]

One day to go "Perform 'umrah in the month of Ramadan, (as it is equivalent to Hajj or Hajj with me (in reward)."
Narrated Ibn 'Abbas: When the Prophet returned after performing his Hajj, He asked Um Sinan Al-Ansari, "What did forbid you to perform Hajj?" She replied, "Father of so-and-so (i.e. her husband) had two camels and he performed Hajj on one of them, and the second is used for the irrigation of our land." The Prophet said (to her), "Perform 'umra in the month of Ramadan, (as it is equivalent to Hajj or Hajj with me (in reward)."

[Sahih Bukhari :: Vol. 3 :: Book 29 :: Hadith 86]

Urdu Translation: Ibn Abbas R.A ne Farmaya k Jab RasoolAllah
Hajj-e-vida se wapas huye to Aap ne umm Sinan Ansariya Aourat radi allaho anha se daryaft farmaya k tu Hajj karne nahi gayi ? unhone Arz ki k Fula Baap yani mere khawind (Husband) k pass Do oont (camel) pani pilane k the Aik par to wo khud Hajj ko chale gaye aur dusra hamari zameen sairab karta hai, Aap ne is par Farmaya k Ramadan mein Umrah karna Mere saath Hajj karne k barabar hai.

[Urdu Ref :: Sahih Bukhari :: Hadith 1863]

Jo kisi Rozedar ka Roza Iftar Karwaye to usko Bhi uskey Barabar Sawab Milega
It was narrated from Zaid bin Khalid Al-Juhani Radi-Allahu-Anhu that the Messenger of Allah Peace be upon him said: Whoever gives food for a fasting person to break his fast, he will have a reward like theirs, without that detracting from their reward in the slightest.”

[Sunan Ibn Majah :: Vol 1 :: Book 7 :: Hadith 1746]

Urdu Translation: Hazrat Zaid bin Khalid Al-Juhani Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai k Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya jo kisi rozedar ka roza iftar karwaye to usko bhi uskey barabar sawab milega, rozedar k sawab mein kami bhi na hogi.

[Urdu Ref :: Sunan Ibn Majah :: Vol 1 :: Hadith 1746]

Narrated Abu Huraira: The Prophet said, "Whoever does not give up forged speech and evil actions, Allah is not in need of his leaving his food and drink (i.e. Allah will not accept his fasting.)"
[Sahih Bukhari :: Vol. 3 :: Book 31 :: Hadith 127]

Urdu Translation: Hazrat Abu Huraira r.a se Riwayat hai k RasoolAllah
ne farmaya Agar koi Shaks Jhoot bolna aur Dagabazi karna (Roze rakh kar bhi) Na chhore to Allah Tala ko uski koi Zarurat nahi k wo Apna Khana Peena chhorde.

[Urdu Ref :: Sahih Bukhari :: Hadtih 1903]

═══════════════════════◄►══════════════════════●

Narrated Abu Huraira: The Prophet
said, "If somebody eats or drinks forgetfully then he should complete his fast, for what he has eaten or drunk, has been given to him by Allah."

[Sahih Bukhari :: Vol. 3 :: Book 31 :: Hadith 154]

Urdu Translation: Hazrat Abu Huraira r.a se rivayat hai Rasoollallah
ne farmaya jab koi bhool gaya aur kuch kha pee liya to usey chahiye ke apna roza pura kare, kyon ke usko Allah ne khilaya aur pilaya.

[Urdu Ref :: Sahih Bukhari :: Hadith1933]

Narrated Abu Huraira: Allah's Messenger said, "When Ramadan begins, the gates of Paradise are opened."
[Sahih Bukhari :: Vol. 3 :: Book 31 :: Hadith 122]

Urdu Translation: Hazrat Abu Huraira r.a se Riwayat hai k RasoolAllah
ne Farmaya Jab Ramadan Aata hai to Jannat k Darwaze khol diye jate hain.

[Urdu Ref :: Sahih Bukhari :: Hadith 1898]

═══════════════════════◄►══════════════════════●

Narrated Abu Huraira: Allah's Messenger
said, "When the month of Ramadan starts, the gates of the heaven are opened and the gates of Hell are closed and the devils are chained."

[Sahih Bukhari :: Vol. 3 :: Book 31 :: Hadith 123]

Urdu Translation: Hazrat Abu Huraira r.a se Riwayat hai k RasoolAllah
ne Farmaya Jab Ramadan ka Mahina aata hai to Aasman k Tamaam Darwaze khol diye jate hain, Jahannam k Darwaze band kardiye jate hain aur Shayateen ko Zanjiron se Jakad diya jata hai.

[Urdu Ref :: Sahih Bukhari :: Hadith 1899]


........ Assalamu Alaikum Mere Pyare Bhai Aur Behnon ........

"R A M A Z A N" ke Aane mein Sirf 1 din Baqi Reh gaya hain, Guzashta saal Hamare safon main Hamare kayi bhai Moujood the Lekin Aaj wo hamari safon main Nahi hai [:'(] "Ibadat" is Maah mein Aise karo Jaise ke ye Hamare Zindagi ka Aakhri Ramazan hai, Kya Pata Aa'inda Ramzan Hamein Naseeb ho ya Na Ho. kahin Aisa na ho k Har saal ki Tarah is saal bhi Hum is Maah ko Ghaflat mein na Guzar baithen.

[:'(] Fajr Sone mein Guzar Na jaye,
[:'(] Zohar Kamo mein Guzar Na Jaye,
[:'(] Asar Iftari ki Tayyari mein Guzar na Jaye,
[:'(] Magrib Iftari khate khate Imam sahab Salam na Phair baithe,
[:'(] Isha Iftaar party mein Ham na Guzarden.

◗► Namazo ki Pabandi kare Ba-jamaat, Taraweeh, Zikr o Azkar, Quran ki Tilawat, Allah Tala Ham sab ko Is Maah ki Qadardani ki Toufeeq Dein, Is Rahmato aur Barkaton k Mahine ki Ahmiyat Hamare Dil me Paida Karden.

•.•´¯`•.• A A M E E N •.•´¯`•.•

"O ye who believe! Fasting is prescribed for you, even as it was prescribed for those before you, that ye may ward off (evil)". (Qur'an 2:183)


Agar ho Maa ki God to Farishte kuch nahi likhte, 
Jo mamta rooth jaye to kinare phir Nahi dikhte.
Yatimi sath lati hai zamane bhar k dukh,
Suna hai Baap zinda ho to kaante bhi nahi chubhte.

Waldain ki Qadar Tab zyada hoti hai Jab Ham khud Waldain Bante Hai

............. Aik khoobsurat Aai'tebaar .............
•• Agar Allah Tala tumhari Duayen poori kar raha hai to wo Tumhara yaqeen badha raha hai, Agar Duayen poori karne main dair kar raha hai to tumhara sabr badha raha hai, Agar Tumhari Duaon ka jawab nahi de raha to Tumhain aazma raha hai, Is liye hamesha dua mangte raho kyun k.....

Dua dastak ki tarah hai aur Baar Baar dastak se Darwaza khul hi jata Hai

REVIVE A SUNNAH "DRINKING"
How many times you drink per day? Do you realize even this small thing will make us getting rewards? Only by applying the sunnah on it! ~ The sum of the sunnahs would exceed twenty, & we should notice drinks include all sorts of soft or hot drinks.

1
Pronounce the Tasmiyah

"[
بِسْمِ اللهِ] [In the Name of Allah]

2
Handling the drink with the right hand

As the Prophet (PBUH) said to the kid: " O young man, mention the name of Allah, eat with your right" [Muslim :: The Book of Drinks :: Hadith 2022]

3
When drinking breath outside of vessel; and do not drink at all once, but rather take three breaths

As the Prophet (PBUH) used to do [Sunan Abu Daawood :: The Book of Drinks :: Hadith 3727]

4
Sit while Drinking

The Prophet (PBUH) said: " Let not one of you drink standing" [Muslim :: The Book of Drinks :: Hadith 2026]

5
Say Tahmeed (Al-hamdu lillâh) after drinking

The Prophet (PBUH) said: " Verily Allah is pleased with the slave who eat his food and praises Him for it and he who drinks and praises Him for it" [Muslim :: The Book of Drinks :: Hadith 2734]

•• 'Doosron ka baccha ro to sir Dard hota hai aur Jab khud ka Baccha roye to Dil dard hota hai'.
•• 'Beshak Aoulad har kisi ko Pyari hoti hai, Baccha chahe kitna hi bada kyu na hojaye wo Waldain ki Nazar main bacha hi hota hai'.

"Aye Allah! Hame Apne Waldain ka Khidmat Guzar bana, Himmat aur Taqat ata farma un Walidain ko jo Apne baccho k liye Bahot Mehnat karte hain. Aur Magfirat Farma un par jo is Dunya se chale gaye Hain, Jo Hayat hain un ko Lambi Umr, Sahet Kamil, Kamyabi aur La Ta’daad khushiyan Ata Farma".

•.•´¯`•.• A A M E E N •.•´¯`•.•