Pages

Monday, 3 September 2012


๑۩๑ No matter how busy you are, always remember Allah ๑۩๑

⇨ Subhan Allah ( سبحان الله ) "Glory be to Allah"
⇨ Alhamdulillah ( الحمدللہ ) "All Praise to Allah"
⇨ Allahu Akbar ( الله اكبر ) "Allah is the Greatest"

★ Therefore remember Me, I will remember you. Give thanks to Me, and reject not Me. (Qur'an 2:152)

✿●•٠• ♥ Dear Allah, I have one word for You "Subhan'Allah" Thank you for all You have given to me....I ♥ You and I always will Aameen ●•٠•˙


⇨ Iblees (shaitan) ne kya kiya tha kya koi chori ki thi, zina kiya tha, Na haq kisi ka Maal khaya tha ya kisi ka qatal kiya tha Nahi Nahi wo to sirf Aik "Sajde" ka Inkar kiya tha wo bhi Insan ko….Aur Ham??? Allah Tala ka bulawa Azan sun kar bhi Namaz k liye Nahi Jate Namaz nahi padhte to ham kitne "Sajdo" ka Inkar kar Rahe hain............... Kabhi to Sonche ................

★ Waqt yun hi Guzar ta jayega Tere hath kuch na Aayega, Khali hath duniya me aaya tha, Saath Aamal leta tu jayega.

⇨ So establish regular Prayer and give regular Charity; and obey the Messenger, that ye may receive mercy.(Qur'an 24:56)



♥ You are The Servant, He is The Master.
♥ Prayers Come From You, Answers Come From Him.
♥ Abstinence Come From You, Protection Comes From Him.
♥ Repentance Come From You, Acceptance Comes From Him.
♥ Go Towards Him Walking, He will Come to You Running.


....................✿....... A L H A M D U L I L L A H . .......✿.....................

Rab ki Jannat Alhamdulillah, Jannat k Chasme Alhamdulillah.
Jannat ki Kushboo Alhamdulillah, Jannat ki Hoore Alhamdulillah.

Nabi-e-Rahmat Alhamdulillah, Aalam k Hadi Alhamdulillah.
Nabi ki Seerat Alhamdulillah, Wo pyari Surat Alhamdulillah.

Makka Madina Alhamdulillah, Baitul Muqaddas Alhamdulillah.
Nabi-e-Ummi Alhamdulillah, Jaam-e-Kausar Alhamdulillah.

Rab ka Rizzaq Alhamdulillah, Zaitoon aur Phal Alhamdulillah.
Barish ka pani Alhamdulillah, Girti wo Shabnam Alhamdulillah.
Bahte wo Chashme Alhamdulillah, Bul bul ka Nagma Alhamdulillah.

Parindou ki Tazbeeh Alhamdulillah, Momin ki Tazbeeh Alhamdulillah.
Shajar ki Tazbeeh Alhamdulillah, Pahadaou ki Tazbeeh Alhamdulillah.

Suraj ka ougna Alhamdulillah, Maghrib me doob na Alhamdulillah.
Chalti Hawaye Alhamdulillah, Mehki Fizaye Alhamdulillah.

Badal ka chalna Alhamdulillah, Barish ka girna Alhamdulillah.
Behte jharne Alhamdulillah, udhdte parinde Alhamdulillah.

Kalaam-e-Ilahi Alhamdulillah, Nabiyaou k Qisse Alhamdulillah.
Kalaam ka Padhna Alhamdulillah, Kalaam ka sunna Alhamdulillah.

★ A L H A M D U L I L L A H ★ A L H A M D U L I L L A H ★



★ Allah Tala ne Apne mahboob Hazrat Muhammad Sallallahu Alaihi Wasallam ka Naame Mubarak itna pyara rakha hai k Koi chume ya na chume Hont do martaba khud ba khud choom lete hain.

.....................✿....... S U B H A N A L L A H .......✿.....................

Zara keh kar to daikho! Muhammad Sallallahu Alaihi Wasallam.


......................✿....... H A D E E S .......✿......................

نبی (صلی اللہ علیہ وسلم) نے فرمایا، اگر تم غریبوں سے پیار کرو گے اور انھیں اپنے قریب لاؤ گے (برابری کے حقوق)، تو الله قیامت کے دن تمہیں اپنے قریب لاے گا.

[ جامع الترمذی ، حدیث:1376 ]

The Prophet Muhammad ﷺ said: "If you love the poor and bring them near you. . .God will bring you near Him on the Day of Resurrection."

[ Al-Tirmidhi, Hadith 1376 ]

Nabi (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne Farmaya: Agar tum Garibo se pyar karo ge aur Unhain apne Qareeb laoge (barabri k huqooq), to Allah Qayamat k din tumhain apne Qareeb layega.

Have you ever reflected over the Power & Might of Allah Ta'ala?

You whisper your Du'aa & Zikr in the ears of the earth in Sujood...
And As Sami'ee Al 'Aleem listens to you from above the seven heavens. :)

♥ A L L A H U - A K B A R ♥




★ "O Allah! You hear my words, You behold my situation, You know what is open and what is hidden within me, nothing is hidden from You. It is me alone who is in need, a humble seeker of Your forgiveness, I beseech You with humility in my heart, with trembling and fear, in prostration and utter helplessness, Please forgive me and ease the pain in my heart" Aameen.


......................✿....... IT'S SUNNAH LET IT GROW .......✿......................

๑۩๑ H A D E E S ๑۩๑

Ibn Umar said: The Apostle of Allah (may peace be upon him) said: Trim closely the moustache, and let the beard grow. [Bukhari :: Book 7 :: Volume 72 :: Hadith 781] [Muslim :: Book 2 :: Hadith 498].

Abu Huraira reported: The Messenger of Allah (may peace be upon him) said: Trim closely the moustache, and grow beard, and thus act against the fire-worshippers. [Muslim :: Book 2 :: Hadith 501].

⇨ QUIT CUTTING BEARD!


⇨ Woe unto every slandering traducer.[Qur'an 104:1]
⇨ Badi kharabi hai har Aise shaksh ki jo Aaib tatolne wala Gibat karne wala ho.(Qur’an 104:1)



........✿... The 99 Names of OUR CREATOR ...✿........

1 Allah (الله) The Greatest Name
2 Ar-Rahman (الرحمن) The All-Compassionate
3 Ar-Rahim (الرحيم) The All-Merciful
4 Al-Malik (الملك) The Absolute Ruler
5 Al-Quddus (القدوس) The Pure One
6 As-Salam (السلام) The Source of Peace
7 Al-Mu'min (المؤمن) The Inspirer of Faith
8 Al-Muhaymin (المهيمن) The Guardian
9 Al-Aziz (العزيز) The Victorious
10 Al-Jabbar (الجبار) The Compeller
11 Al-Mutakabbir (المتكبر) The Greatest
12 Al-Khaliq (الخالق) The Creator
13 Al-Bari' (البارئ) The Maker of Order
14 Al-Musawwir (المصور) The Shaper of Beauty
15 Al-Ghaffar (الغفار) The Forgiving
16 Al-Qahhar (القهار) The Subduer
17 Al-Wahhab (الوهاب) The Giver of All
18 Ar-Razzaq (الرزاق) The Sustainer
19 Al-Fattah (الفتاح) The Opener
20 Al-`Alim (العليم) The Knower of All
21 Al-Qabid (القابض) The Constrictor
22 Al-Basit (الباسط) The Reliever
23 Al-Khafid (الخافض) The Abaser
24 Ar-Rafi (الرافع) The Exalter
25 Al-Mu'izz (المعز) The Bestower of Honors
26 Al-Mudhill (المذل) The Humiliator
27 As-Sami (السميع) The Hearer of All
28 Al-Basir (البصير) The Seer of All
29 Al-Hakam (الحكم) The Judge One
30 Al-`Adl (العدل) The Just
31 Al-Latif (اللطيف) The Subtle One
32 Al-Khabir (الخبير) The All-Aware
33 Al-Halim (الحليم) The Forbearing
34 Al-Azim (العظيم) The Magnificent
35 Al-Ghafur (الغفور) The Forgiver and Hider of Faults
36 Ash-Shakur (الشكور) The Rewarder of Thankfulness
37 Al-Ali (العلى) The Highest
38 Al-Kabir (الكبير) The Greatest
39 Al-Hafiz (الحفيظ) The Preserver
40 Al-Muqit (المقيت) The Nourisher
41 Al-Hasib (الحسيب) The Accounter
42 Al-Jalil (الجليل) The Mighty
43 Al-Karim (الكريم) The Generous
44 Ar-Raqib (الرقيب) The Watchful One
45 Al-Mujib (المجيب) The Responder to Prayer
46 Al-Wasi (الواسع) The All-Comprehending
47 Al-Hakim (الحكيم) The Perfectly Wise
48 Al-Wadud (الودود) The Loving One
49 Al-Majid (المجيد) The Majestic One
50 Al-Ba'ith (الباعث) The Resurrector
51 Ash-Shahid (الشهيد) The Witness
52 Al-Haqq (الحق) The Truth
53 Al-Wakil (الوكيل) The Trustee
54 Al-Qawiyy (القوى) The Possessor of All Strength
55 Al-Matin (المتين) The Forceful One
56 Al-Waliyy (الولى) The Governor
57 Al-Hamid (الحميد) The Praised One
58 Al-Muhsi (المحصى) The Appraiser
59 Al-Mubdi' (المبدئ) The Originator
60 Al-Mu'id (المعيد) The Restorer
61 Al-Muhyi (المحيى) The Giver of Life
62 Al-Mumit (المميت) The Taker of Life
63 Al-Hayy (الحي) The Ever Living One
64 Al-Qayyum (القيوم) The Self-Existing One 65 Al-Wajid (الواجد) The Finder
66 Al-Majid (الماجد) The Glorious
67 Al-Wahid (الواحد) The One, the All Inclusive, The Indivisible
68 As-Samad (الصمد) The Satisfier of All Needs
69 Al-Qadir (القادر) The All Powerful
70 Al-Muqtadir (المقتدر) The Creator of All Power
71 Al-Muqaddim (المقدم) The Expediter
72 Al-Mu'akhkhir (المؤخر) The Delayer
73 Al-Awwal (الأول) The First
74 Al-Akhir (الأخر) The Last
75 Az-Zahir (الظاهر) The Manifest One
76 Al-Batin (الباطن) The Hidden One
77 Al-Wali (الوالي) The Protecting Friend
78 Al-Muta'ali (المتعالي) The Supreme One
79 Al-Barr (البر) The Doer of Good
80 At-Tawwab (التواب) The Guide to Repentance
81 Al-Muntaqim (المنتقم) The Avenger
82 Al-'Afuww (العفو) The Forgiver
83 Ar-Ra'uf (الرؤوف) The Clement
84 Malik-al-Mulk (مالك الملك) The Owner of All
85 Dhu-al-Jalal wa-al-Ikram (ذو الجلال و الإكرام) The Lord of Majesty and Bounty
86 Al-Muqsit (المقسط) The Equitable One
87 Al-Jami' (الجامع) The Gatherer
88 Al-Ghani (الغنى) The Rich One
89 Al-Mughni (المغنى) The Enricher
90 Al-Mani'(المانع) The Preventer of Harm
91 Ad-Darr (الضار) The Creator of The Harmful
92 An-Nafi' (النافع) The Creator of Good
93 An-Nur (النور) The Light
94 Al-Hadi (الهادي) The Guide
95 Al-Badi (البديع) The Originator
96 Al-Baqi (الباقي) The Everlasting One
97 Al-Warith (الوارث) The Inheritor of All
98 Ar-Rashid (الرشيد) The Righteous Teacher
99 As-Sabur (الصبور) The Patient One

Remember Allah !! HE will remember you in your good times in your bad times no matter you are young or old Allah loves us more then 70 mothers think about it Allah Apki sharag se bhi Qareeb hai kya hum unk Ehkam pe chal Rahe Hain kya Hum wo hai jo hona Chahiye?

Allah hum sab ko Hidayat dein Hamari Mushkilon ko Rahaton aur Khushiyon mein Badal dein, Aye Allah Ham sab ko aisa Banade Jaisa Aap Chahte Hain..Aameen.

In 99 names ko Dekhein Allah kitne Rehman o Rahim hain apko Pata chal Jayega INSHALLAH :)....Remember me in your prayers :)


Children always imitate their parents, if you smoke, or use bad words or watch a movie, they will do the same. At the same time if you pray, recite or do good things in front of them they will try to do the same thing.


..........✿....... Zindagi ki kitab me Itni Galatiya na Karo k .......✿..........
✿ Pencil se Pehle Rabar khatam Hojaye aur Toba se Pehle Zindagi ✿

Na zikr, na fikr, aur na hi Qur'an hai,
Wah kya hi khoob aaj ka, Musalman hai.
Is qadar dooba hai maghribi Rango,n mein,
Ki bhool sa gaya bas apni, Pehchaan hai.

Khana bhi chahiye Dining table par issey,
Nahi bhata ab Nabi wala, Dashtarkhan hai.
Yun rehta hai magan Naach Gano,n mein ki,
Sunke bhi nahi sunta ALLAHU ki, azaan hai.

Laake TV dikhata hai nange nach Ghar main,
Dekho to zara bana yeh, kitna mahaan hai.
Andho ki basti men karta hai Roshni ki baat,
Aye Insan sach mein tu b bada, Nadaan hai.

⇨ Is dunyawi Zindagi ko apni Aakhirat par Qabza na karne do, Yaad Rakho Hamara maqsad khaliq (Allah) ki raza hai Makhlooq ki raza nahi.



.................✿....... Kya Sikha Aap ne Facebook Par? .......✿.................

⇨ Jis k 2 din Bara bar ho Yani kal Jo tha wo Aaj bhi Waisa hi hai To Samjhe k Wo Khasare (Noqsan) me Hai.

Jis ne FB par Deen ka Ilm sikha Aur us Par Amal kiya Aur us Baat ko Doosron tak Pohchaya to us ne Bada hi Pyara kaam kiya, Sidhi rah us ne Ekhtiyar karli hai.

Aur Jis ne FB ko Chat ya Mazahiyya, Fahashi Gano, Behuda Tasweer, Ladke Ladkiyo se Chat, Ladkiya Ladko se Chat, is Tour par Istemal kiya to wo Log Bade hi Khasare me Pade huwe hai, Bada noqsan hai un logon ka Jinhon ne Apne is Zakhira Qeemti waqt o Zindagi ko in kamo me Zaye kar rahe hai un sab ko Aik Aik Lamhe ka bada Afsos hoga, Har Lamhe ka Jawab dena hoga.

⇨ Suba Horahi hai Shaam horahi hai, Aye Gafil tu Jaag ja,
⇨ Teri Umr yunhi Tamam ho Rahi Hai. :'( :'( :'(

Aur Alhamdulillah Mere List me Mai Unhi Logon ko Rakh raha hun Jo Deen ki Nisbat se FB Istemal karte hai Jin Jin Bahno ko Mai ne Unfriend kiya Hai (168) Aur Jo log In Behuda Kamo me pade hai un se Adaban Guzarish hai k Aise Gunah k Kamo se Baaz Aajaye, Mai majboor hun Mujhko Aise Log Khatehi Pasand nahi hai.


......................✿....... H A D E E S .......✿......................

بریدہ ابن الحسیب (رضی الله تعالیٰ عنہ) سے روایت ہے کے نبی (صلی اللہ علیہ وسلم) نے فرمایا، قیامت کے دن ایک بہترین روشنی/نور کی خوشخبری ان لوگوں کو سنا دو جو اندھیرے میں مساجد کی طرف جاتے ہیں

[ ابو داؤد، جلد:2 ، کتاب الصلوٰاتہ، حدیث:561 ]

Narrated: Buraydah ibn al-Hasib (ra) The Prophet ﷺ said: Give good tidings to those who walk to the mosques in darkness for having a perfect light on the Day of Judgment.

[ Abu Daod, Volume:2, Kitab Al'salah, Hadees:561 ]

Buraydah ibn al-Hasib (Razi Allah Ta'ala Anhu) se Riwayat hai k Nabi (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne Farmaya: Qayamat k Din aik behtareen Roshni/Noor ki Khush khabri un logon ko suna do Jo Andhaire me Masajid ki Taraf Jate Hain.


...✿... Mai Allah ki Har di Hui Naimat Par Razi Hun "Alhamdulillah" ...✿...

Agar aap ko apni Zindagi se bahot shikayat hai, to Allah Tala ne jo kuch naimaten tumhain di hain un ko aik Kagaz par likhna shuru kardo, Yaqinan us likhayi k baad tumhari zindagi aur zyada khush o khurram ho jayegi.

Asal main ham Allah Tala ka shukr karna hi bhulahi baithe hain, kyun k jo Kuch barkaten aur Naimatain ham par baras rahi hai ham un ko Ginna hi nahi chahte.

Ham to sirf apni gini chuni chnd Pareshaniya ya kami aur kotahiya daikhte hain aur Barkaton aur Naimaton ko bhool jate hain.

⇨ My Lord! Arouse me that I may give thanks for the favour wherewith Thou hast favoured me and my parents, and that I may do right acceptable unto Thee. And be gracious unto me in the matter of my seed. Lo! I have turned unto Thee repentant, and lo! I am of those who surrender (unto Thee).(Qur’an 46:15)



...............✿....... Chiraag Mohabbat .......✿...............

Badshah Nasir uddin Muhammad k Aik Masayeb khaas ka Naam “Muhammad” tha. Badshah usai usi Naam se pukara karte the, Aik din khilaf ma’mool Badshah ne usai, “Taaj uddin” keh kar Aawaz di, wo Tameel hukum me Hazir to hogaya Magar baad ghar ja kar 3 din tak Nahi aaya.

Badshah ne bulwa bheja aur 3 din Gayeb rahne ki wajeh Daryaft ki to us ne Kaha k Aap hamesha mujhe “Muhammad” keh kar pukara karte the Lekin us din Aap ne mujhe “Taaj uddin” keh kar Pukara to main e Andaza kiya k Shayad aap k dil me mere liye koi Khalish paida hogai hai, Is Afsos me mai 3 din tak Hazir khidmat nahi huwa.

Nasiruddin ne kaha, Wallah! Mere dil me koi khalish nahi thi aur na hai, Mai ne “Taaj uddin” k naam se to is liye pukara tha k us waqt mera “Wazu” nahi tha aur mujhe “Muhammad” ka muqaddas naam Bagair "Wazu" k lena gawara nahi tha.

๑۩๑ ๑۩๑ ๑۩๑ Sallallahu Alaihi Wasallam ๑۩๑ ๑۩๑ ๑۩๑



....✿.... Ham Ne to Gane Gana Chhod Diya, Tum Sunna Bhi Chhod Do ....✿....

★ Ya ALLAH, give me death while I am in Sajdah.
★ Ya ALLAH, let the last words of my life be the Shahadah.
★ Ya ALLAH, If I die in my sleep let my heart beat the Zikr of Allah.
★ Ya ALLAH, the guider of the lost soul forgive the entire Ummah.
★ Ya ALLAH, forgive My Parents, My Family, and My Brothers & Sisters In Islam.
★ Ya ALLAH, guide entire humanity to the righteous path...!! "Aameen".


⇨ Only because of Allah .......I am free.
⇨ Only because of Allah .......I am safe.
⇨ Only because of Allah .......I am strong.
⇨ Only because of Allah .......I am whole and perfect.
⇨ Only because of Allah .......I am completely fulfilled.
⇨ Only because of Allah .......I am alive.


.....✿.... Parindon main Kabhi Firqa Parasti Nahi Daikhi .....✿.......
..✿.. Kabhi Mandir pe Ja Baithe to Kabhi Masjid pe Ja Baithe ..✿..

⇨ And hold fast, all of you together, to the cable of Allah, and do not separate (Qur’an 3:103).

..✿.. Kis ka Iman sahi Kis ka Aqida hai Durust,
..✿.. Faisla is ka Qayamat pe uthaye Rakhiye,
..✿.. Aapasi Phoot me Noqsan hai Barbadi hai,
..✿.. Mil k Rehne ki Fiza Aap Banaye Rakhiye.



"Truly , The Religion With God Is Islam ♥~! (Qur'an 3:19)


...............✿....... Aakhirat ka Paper OUT Hai .......✿...............

๑۩๑ Qabar ๑۩๑

Please Prepare the Following three Questions. Section “A”
Q.1 Tumhara RAB koun hai?
Q.2 Tumhara Deen kiya hai?
Q.3 Tumhare Nabi kon hain?

๑۩๑ Hashar ๑۩๑

Please Prepare the Following five Questions. Section “B”
Q.1 Apni UMER kahan Guzari?
Q.2 Jawani kin kamon main kharch huie?
Q.3 Maal kahan say kamaya?
Q.4 Aur kahan kharch kiya?
Q.5 Apnay ILM pe kitna AMAL kiya?

Zindagi amad baraye bandagi,
Zindagi bebandagi sharmindagi.
Zindagi zeez k kaate mai tule ya na tule,
Apna hi chehra apne hathon se dhule ya na dhule,
Ham to is raat ki mehfil ko ganimat samjhen,
Kaun jane kal subah aankh khule ya na khule.


......................✿....... H A D E E S .......✿......................

ابو ہریرہ سے روایت ہے کہ رسول (صلى الله عليه وسلم) نے فرمایا
طاقتور وہ نہیں جو لوگوں پر اپنی طاقت سے غالب آئے بلکہ طاقتور وہ ہے جو اپنے غصّے پر غالب آئے

[بخاری، کتاب:8 ، جلد:73 ، حدیث:135]

Narrated Abu Huraira (Razi Allah Ta'ala Anhu) that Prophet Muhammad(صلى الله عليه وسلم) said, "The strong is not the one who overcomes the people by his strength, but the strong is the one who controls himself while in anger.

[Bukhari: Book 8: Volume 73: Hadith 135]

Abu Huraira (Razi Allah Ta'ala Anhu) se Riwayat hai k Rasool (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne Farmaya: Taqatwar wo Nahi jo Logon par Apni Taqat se Galib aaye bal k Taqatwar wo hai jo Apne Gusse par Galib aaye.


Aik Martaba aik Maidaan me Barish k liye Dua ki jani thi Sab log us Maidan me Jama hone lage Aik “Baccha” Maidan me Chatri le kar dakhil huwa, Sab usai daikh kar Hairan hue aik Shaksh ne pucha “Beta!! Ye chatri kyun laye ho?”

⇨ Bacche ne Ma’sumiyat se Jawab diya “Jis Khuda se Mangne aaye ho, Kya us par Itna bhi Yaqeen Nahi?

............✿....... Allah par Tawakkul Yaqeen ki Had Tak Karo ........✿............



Universal Brotherhood in ISLAM .... Alhamdulillah !!
The Believers are but a single Brotherhood....... !!! (Qur'an 49:10)



Whenever you are distressed, worried, confused.... Just Close Your Eyes, take a deep breath and say: ••►Oh Allah! I love You! I know its Your Plan and I put my complete trust in YOU and YOU are with me always and I will succeed because I have supplicated to you...ALLAHU AKBAR! ♥


......................✿....... H A D E E S .......✿......................

عبدللہ بن مسعود (رضي اللہ تعالی عنہ) سے روایت ہے کے میں نے نبی (صلی اللہ علیہ وسلم) سے پوچھا، سب سے اچھی نیکی کیا ہے، آپ نے فرمایا" نماز کو اسکے ابتدائی مقرر اوقات میں پڑھنا".. میں نے پوچھا اسکے بعد نیکی کیا ہے؟ آپ نے فرمایا " اپنے والدین کی خدمت کرنا".. میں نے مزید پوچھا اور کیا؟ تو آپ نے فرمایا الله کی راہ میں جہاد کرنا.. میں نے پھر مزید نہیں پوچھا، اگر میں پوچھتا تو آپ مزید بتاتے جاتے.

[ بخاری، کتاب:4 ، جلد:52 ، حدیث:41 ]

Narrated Abdullah bin Masud (Razi Allah Ta'ala Anhu) I asked Allah's Apostle (Sallallahu Alaihi Wasallam), What is the best deed?" He (saw) replied, "To offer the prayers at their early stated fixed times." I asked, "What is next in goodness?" He (saw) replied, "To be good and dutiful to your parents." I further asked, what is next in goodness?" He (saw) replied, "To participate in Jihad in Allah's Cause." I did not ask Allah's Apostle (saw) anymore and if I had asked him more, He (saw) would have told me more.

[Bukhari :: Book 4 :: Volume 52 :: Hadith 41]

Abdullah bin Masud (Razi Allah Ta'ala Anhu) se Riwayat hai k mai ne Nabi (Sallallahu Alaihi Wasallam) se pucha, Sab se acchi Naiki kya hai, Aap ne Farmaya:"Namaz ko us k Ibtedai Muqar'rar Aouqat me Padhna". Mai ne pucha us k baad Naiki kya hai? Aap ne Farmaya "Apne Waldain ki Khidmat karna". Mai ne Mazeed pucha aur kya? to Aap ne Farmaya Allah ki Raah main Jihad karna. Mai ne phir Mazeed nahi pucha, Agar mai puchta to Aap Mazeed batate jate.


๑۩๑ How Blessed I’m To Be A Muslim !! ๑۩๑

⇨ I Say A Simple Salam To Some, I’m Rewarded.
⇨ I Smile At Someone, I’m Rewarded.
⇨ I Pray In Masjid With Jamaat, I’m Rewarded 27 Times More Than Those Who Pray Alone.
⇨ I Begin Anything With Bismillah, That Action Of Mine Is Rewarded.
⇨ I Think Of Doing A Good Deed, I’m Rewarded.
⇨ I Control My Temper, I’m Rewarded.
⇨ I Hold The Glass With Right Hand While Drinking, I’m Rewarded.


๑۩๑ ALHAMDULILLAH FOR EVERYTHING! ๑۩๑

✿ Say Alhamdulillah When You Sit With Your Family,
⇨ As There Is Someone Somewhere Wishing To Have One.

✿ Say Alhamdulillah When You Go To Work,
⇨ As Many People Are Still Looking For A Job.

✿ Say Alhamdulillah Because You Are Healthy,
⇨ As The Sick Ones Wish To Buy Health No Matter How High The Price Is.

✿ Say Alhamdulillah Because You Are Still Alive,
⇨ As The Dead Would Wish To Come Back To Life To Do Good Deeds.

✿ Say Alhamdulillah Because You Worship ALLAH,
⇨ As Others Worship Idols and Money.

O ALLAH, ALHAMDULILLAH FOR EVERYTHING!


Treat Your Children Fairly So That They Can Treat Their Future Children Fairly ! And Good Parents Are The Best Example For Their Children !

♥ Parents Are The Best Example For Their Children ♥


......................✿....... H A D E E S .......✿......................

عبدللہ بن امر (رضی اللہ تعالٰی عنہ) سے روایت ہے کے نبی (صلی اللہ علیہ واله وسلم) نے فرمایا.. یہ گناہ کبیرہ ہے کے کوئی شخص اپنے والدین کو لعنت کرے. لوگوں نے پوچھا! اے الله کے رسول (صلی اللہ علیہ واله وسلم) کوئی اپنے والدین کو کیسے لعنت کر سکتا ہے؟ آپ (صلی اللہ علیہ واله وسلم) نے فرمایا جس شخص نے کسی دوسرے کے والدین کو گالی دی، تو اس نے اپنے والدین کو دی.

[ بخاری، کتاب:8 ، جلد:73 ، حدیث:4 ]

Narrated 'Abdullah bin 'Amr (Razi Allah Ta'ala Anha) that Prophet (Sallallahu Alaihi Wa'alehi Wasallam) said. "It is one of the greatest sins that a man should curse his parents." It was asked (by the people), "O Allah's Apostle (Sallallahu Alaihi Wa'alehi Wasallam)! How does a man curse his parents?" The Prophet (Sallallahu Alaihi Wa'alehi Wasallam) said, "'The man abuses the father of another man and the latter abuses the father of the former and abuses his mother."

[Bukhari: Book 8: Volume 73: Hadith 4]

Abdullah bin 'Amr (Razi Allah Ta'ala Anha) se Riwayat hai k Nabi (Sallallahu Alaihi Wa'alehi Wasallam) ne Farmaya: ye Gunahe kabirah hai k koi Shaksh apne Waldain ko La'nt kare, Logon ne pucha! Aye Allah k Rasool (Sallallahu Alaihi Wa'alehi Wasallam) koi Apne Waldain ko kaise La'nt kar Sakta hai? Aap (Sallallahu Alaihi Wa'alehi Wasallam) ne Farmaya Jis Shaksh ne kisi doosre k Waldain ko Gali di, to us ne Apne Waldain ko Di.


๑۩๑ O Men, if you really love and love a woman ๑۩๑

•. • Marry her,
•. • Have pity on her,
•. • Protect her,
•. • Give love to her,
•. • Appreciate her,
•. • Say thanks for her excess,
•. • Give advice to her,
•. • Bring her into the path of Allah,
•. • Correct her mistake,
•. • Be patient with her,
•. • Accept and love her shortcomings,
•. • So the best Imam for her.

Because HER is part of your Ribs .. :)

O mankind! Be careful of your duty to your Lord Who created you from a single soul and from it created its mate and from them twain hath spread abroad a multitude of men and women. [Qur’an 4:1]


.......✿..... Sahab, Na zahir Accha hai Tera, Na Batin Accha hai .....✿.......
.......✿....... Labon par zaher hai Tere, Dil me asar Gehra hai .......✿........

✿ Makhlooq ki khushnudi k liye Allah Tala ko naraz na karo agr Allah Tala se tumhara rishta cut gaya to koi bhi Tumhare kaam nahi aasakta.
✿ Nafrat Aag ki manid hoti hai, Jo jalate huwe Aankhe band karleti hai.
✿ Chirag khud nahi jalte jalaye jate hai.
✿ Agr khuda ki Muhabbat ka Dawa karte ho to us k Bandon ki khidmat kar k dikhao.
✿ Qabaristan aise logon se bhare pade hai jo Samajhte the k un k bagair ye duniya ujad jayegi.


✦ ARE YOU SHOWING UP FOR YOUR DUTY? ✦
►If a policeman never shows up for duty,
►If a teacher never comes to class to teach,
►If a firefighter never shows up to put out the fire,
Can he or she still be called a policeman, teacher or firefighter?
Then what about a Muslim who never shows up for Salah?
Let's perform the 5 daily prayers regularly & not be of the Negligent Ones! Share this picture to remind your Muslim brothers and sisters.


.........✿....... Sacchi Khushi .......✿.........

Ham is duniya me hamesha khush rahne ki koshish karte hai……Lekin kya aap ne kabhi socha k hamesha khush rahne ka raaz kya hai……? Kya aap samajhte hain k ……Hamesha khush rahne ka raaz aabe hayat hai……Ya phir aap ko duniya ki har aasayesh muyassar ho to……Aap khush rah sakte hai……?

Nahi……! Zaindagi ki Haqiqi khushi doosron ko khushi dena hai……Doosron ki khushi ki khatir apni qurbani karne se hamara dil aik aisi khushi se sar shaar hota hai……Jis ko ham mahsoos to kar sakte hain……Lekin us khushi ko ham alfaz me bayan nahi kar sakte aur isi ko sacchi khushi kehte hai.

✿ Sab insan murda hain, Zinda wo hai jo Ilm wale hai,
✿ Sab ilm wale soye pade hain, Bedar wo hai jo Aml wale hain,
✿ Tamam aml wale ghate me hain, Faide me wo hai jo Ikhlas wale hain,
✿ Sab Ikhlas wale khatre me hain, Sirf wo kamran hai jo takbbur se paak hain.

Sari umr dhoondta raha Logon k Aaib-o-Hunar, Jab padi apne Gunahon pe Nazar Duniya me koi bura na Raha.


✿ Kisi Ko Zamane Ki Doulat Mili Hai..
✿ Kisi Ko Jahan Ki Hakumat Mili Hai..
✿ Mai Apne Muqadar Pe Qurban Ho Jaoun k..
✿ Mujhey Habib-E-Khuda Ki Ummat Mai Jagah Mili Hai..

.........✿....... Sallallahu 'Alaihi Wa Sallam .......✿.........



......................✿....... H A D E E S .......✿......................

ابو ہریرہ (رضی الله تعالیٰ عنہ) سے روایت ہے کے نبی (صلى الله عليه واله وسلم) نے فرمایا، ایک وقت ایسا آے گا کے لوگ اس کی پرواہ نہیں کریں گے کے وہ حلال رزق کما رہے ہیں یا حرام

[ بخاری، کتاب:3 ، جلد:34 ، حدیث:275 ]

Narrated Abu Huraira (Razi Allah Ta'ala Anhu) The Prophet Muhammad ﷺ said,"A time will come when one will not care how one gains one's money, legally or illegally.

[ Bukhari: Book 3: Volume 34: Hadees 275 ]

Abu Huraira (Razi Allah Ta'ala Anhu) se Riwayat hai k Nabi (Sallallahu 'Alaihi Wa Sallam) ne Farmaya: Aik waqt Aisa ayega k Log us ki Parwah nahi Karenge k wo Halal Rizq kama rahe hain ya Haram.


....✿... Tum bin ghar viraan sab, Ghar bhar mein barkat Tum se hai ...✿....

✿ Aye Maa’on Behnon Betiyon, Dunya ki zinat tum se hai,
✿ Mulkon ki basti ho tumhi, Qomon ki izzat tum se hai,

✿ Tum ghar ki shehzadiyan, Shehron ki ho aabadiyan,
✿ Ghamgeen dilon ki shadiyan, Dukh sukh mein rahat tum se hai,

✿ Tum ho to ooncha hai watan, Tum bin hai veerana chaman,
✿ Ho des ya pardes, jeeney ki haalat tum se hai,

✿ Naiki ki tum tasveer ho, Ifat ki tum tadbeer ho,
✿ Ho deen ki tum paasban, Iman salamat tum se hai,

✿ Fitrat tumhari hai hayaa, Tabiyat mein hai mehr-o-wafaa,
✿ Ghanni hai sabr-o-razaa, Insan ibarat tum se hai,

✿ Munass ho khandanon ki tum, Gham-khuwar farzandon ki tum,
✿ Tum bin ghar veeraan sab, Ghar bhar mein barkat tum se hai,

✿ Tum aas ho bemaar ki, Dhaaras ho tum bekaar ki,
✿ Daulat ho tum nadaar ki, Asrat mein ishrat tum se hai…


سورة يس, مكية, آية 36

سُبحٰنَ الَّذى خَلَقَ الأَزوٰجَ كُلَّها مِمّا تُنبِتُ الأَرضُ وَمِن أَنفُسِهِم وَمِمّا لا يَعلَمونَ
____________

Glory be to Him Who created all the sexual pairs, of that which the earth groweth, and of themselves, and of that which they know not!
[36:36].


..........✿....... Thikana hai Qabr tera Ibadat kuch to Kar Gafil .......✿..........
..........✿....... Kahawat hai k Khali hath Ghar jaya Nahi karte .......✿..........


✿ Saari Zindagi Laga Di tu Nay Maal Jama Karne Main "Aye Insan" Magar Shayad Tu ye Bhool Gaya k na Kafan main Jaib hai na Qabar main Almaari.

Insan Puri Zindagi 3 Cheezo ke Liye Mehnat karta Hai,

✿ Mera Naam Ooncha Ho, ✿ Mera Libas Acha Ho, ✿ Mera Makan Khubsurat Ho.

Lekin Wafat Pate Hi ALLAH TA'LA sab se Pehle iski ye teeno Cheezo ko Badal deta Hai, ✿ Naam - Marhoom, ✿ Libas - Kafan, ✿ Makan - Qabr.

⇨ Every soul will taste of death. (Qur'an 3:185)
⇨ This life of the world is but a pastime and a game. Lo! the home of the Hereafter - that is Life, if they but knew. (Qur'an 29:64)


๑۩๑ Keep Your Heart Fresh With Zikr of "Allah" ๑۩๑

......................✿....... H A D E E S .......✿......................

انس (رضی اللہ تعالٰی عنہ) سے روایت ہے کہ نبی(صلی اللہ علیہ واله وسلم) اکثر یہ دعا کیا کرتے تھے: "اے اللہ ہمیں دنیا میں وہ عطا فرما جو(ہمارے لئے) اچھا ہے،اور آخرت میں وہ عطا فرمانا جو اچھا ہوگا اور ہمیں دوزخ کے عذاب سے بچا"

بخاری : : کتاب 8 : جلد 75 : : حدیث 398

Narrated Anas (Razi Allah Ta'ala Anhu) The most frequent invocation of the Prophet ﷺ was: "O Allah! Give to us in the world that which is good and in the Hereafter that which is good, and save us from the torment of the Fire."

[Bukhari :: Book 8 :: Volume 75 :: Hadith 398]

Anas (Razi Allah Ta'ala Anhu) se Riwayat hai k Nabi (Sallallahu 'Alaihi Wa Sallam) Aksar ye dua kiya karte the: " Aye Allah hamen duniya main wo Ata farma jo (hamare liye) accha hai, aur Aakhirat main wo ata Farmana jo Accha hoga aur hamen dozakh k azab se bacha".


Dear Sisters... ♥

• If you will wear Hijab you will not get Married.
• If you will wear Hijab you will not get Job.
• If you will wear Hijab people will not call you Beautiful.
• If you will wear Hijab your Friends will Leave you.
• If you will wear Hijab you will Look Old.
• If you will wear Hijab you will be considered Out Dated.
• If you will wear Hijab you will not get any attention and the boys will like your classmate, who is with out a Hijab.

WHAT ELSE DOES THE SHAYTAN WHISPERS IN YOUR EARS, MY SISTERS !??

Lo! the devil is an enemy for you, so treat him as an enemy. He only summoneth his faction to be owners of the flaming Fire.(Qur'an 35:6)

O Prophet! Tell thy wives and thy daughters and the women of the believers to draw their cloaks close round them (when they go abroad). That will be better, so that they may be recognised and not annoyed. Allah is ever Forgiving, Merciful.(Qur'an 33:59)


๑۩๑ Jab tak Tera Garoor Aur Gussa Baqi hai ๑۩๑
๑۩๑ Khud ko Ahle - Ilm Me Shumaar Na Kar ๑۩๑

✿ Paak rakho: Jism, Libas, aur Khyalat,
✿ Qabu me rakho: Zaban, Nafs, aur Ghussa,
✿ Yaad rakho: Mot, Ehsan, aur Nasihat,
✿ Bardasht na karo: Nahaq, Jhoot, aur Fhashi,
✿ Hasil karo: Ilm, Dua, aur Aetimad,
✿ Zaya mat karo: Salahiyat, Moqa, aur Dost,
✿ Kabhi na todo: Dil, Ehad, aur Qanoon,
✿ Chota na samjho: Qarz, Farz, aur Marz,
✿ Aik Bar milti hein: Waldain, Waqt, aur jawani,
✿ Zaleel karti hain: Chori, Chugli, Chaplosi,
✿ Dhiyan se uthao: Qadam, Qalam, Qasam,
✿ Pabandi se padhte raho: NAMAZ, QURAN, DAROOD.


⇨ "O you who believe! Seek help in patience and the Prayer. Truly! Allah is with the Patient." [2:153]
⇨ "Verily, along with every hardship is relief,
Verily, along with every hardship is relief" [94: 5-6]


Something to think about seriously....!!!!!!!

Are the people you’re following on facebook leading you to hell or to Paradise ?????

LIKE : SHARE : TAG this msg to your friends and aware them plzzz

plzz give your comments also...!



وَوَصَّيْنَا الْإِنسَانَ بِوَالِدَيْهِ حَمَلَتْهُ أُمُّهُ وَهْنًا عَلَىٰ وَهْنٍ وَفِصَالُهُ فِي عَامَيْنِ أَنِ اشْكُرْ لِي وَلِوَالِدَيْكَ إِلَيَّ الْمَصِيرُ

And We have enjoined upon man concerning his parents - His mother beareth him in weakness upon weakness, and his weaning is in two years - Give thanks unto Me and unto thy parents. Unto Me is the journeying.

ہم نے انسان کو اس کے ماں باپ کے متعلق نصیحت کی ہے،اس کی ماں نے ضعف پر ضعف اٹھا کر اسے حمل میں رکھا اور اس کی دودھ چھٹائی دو برس میں ہے کے تو میری اور اپنے ماں باپ کی شکر گزاری کر، میری ھی طرف لوٹ کر آنا ھے۔

Ham ne insan ko us k Maa Baap k mutalliq Nasihat ki hai, us ki Maa ne za’f par za’f utha kar use Hamal me rakha aur us ki doodh chhutai do baras me hai k tu meri aur apne Maa Baap ki shukr guzari kar, meri hi taraf lot kar Aana hai.

Luqman 31:14



......................✿....... H A D E E S .......✿......................

مالک (رضی اللہ عنہ) سے روایت ہے کے نبی (صلی اللہ علیہ وسلم) نے فرمایا.. جس کسی نے بھی دو بیٹیوں کی ٹھیک سے پرورش کی، وہ اور میں قیامت کے دن بہت قریب ہوں گے. پھر آپ نے اپنی انگلیاں اپس میں جوڑ لیں (قربت کی وضاحت کے لیئے)

[ صحیح مسلم، کتاب:32 ، حدیث:6364 ]

Malik (Razi Allah Ta'ala Anhu) reported Prophet ﷺ may him as saying, He, who brought up two girls properly till they grew up, he and I would come (together) (very closely) on the Day of Resurrection, and he interlaced his fingers (for explaining the point of nearness between him and that person).

[ Sahih Muslim Book 032, Number 6364 ]

Malik (Razi Allah Ta'ala Anhu) se Riwayat hai k Nabi (Sallallahu 'Alaihi Wa Sallam) ne Farmaya: Jis kisi ne Bhi Do betiyon ki Theek se Parwarish ki, wo aur Mai Qayamat k din Bahot Qareeb honge. Phir Aap ne Apni Ungliyan Aaps me jod li (Qurbat ki wazahat k liye).


FASHION is the way to impress people & SUNNAH is the way to impress ALLAH.

Now its your choice that which way you like & adopt. People will never be happy from you, but ALLAH is always willing to bless you.

Your LIFE,
Your DECISION &
Your Afterlife !


Celebrating Mother’s Day is an innovated matter which the Prophet (peace and blessings of Allaah be upon him) and his companions (may Allaah be pleased with them) did not do. It is also an imitation of the kuffaar from whom we have been commanded to differ. Hence it is not permissible to celebrate it or to obey one's mother in that, because the Prophet (peace and blessings of Allaah be upon him) said: “There is no obedience if it involves sin; obedience is only in that which is right and proper.” Narrated by al-Bukhaari, 7257; Muslim, 1840. The mother is entitled to respect and honour, and upholding of the ties of kinship throughout her life, so what is the point of singling out a particular day to honour her? _______________________________________ Everyday is Mother's day in Islam #islam mother lori gaga ke mujh ko sulati hai to muskura ker sawere jagati hai to mujh ko iss ke siwa our kiya chahiye. teri mumta ke saye main pholo phalo tham ker teri ungli main badhta chalon, aasra bus tere pyaar ka chahiye. pyari maa mujh ko teri dua chahiye teri anchal ki thandi hawa chahiye, pyari maa mujh ko teri dua chahiye. ♥ mother

When you will die and be buried, one of the questions that shall be asked to you is: “What is your RELIGION?” and not “What is your SECT [JAMAAT]?” And the supposed answer must be “ISLAM” and not ‘Salafi’, ‘Tableegh’, ‘Sunni, etc.

๑۩๑The one who follow Islam is a MUSLIM.๑۩๑


If What’s ahead scares you, And what’s Behind Hurts You, then, Just Look ABOVE
•♥•...✿ ✿ ✿ ✿ ✿ ALLAH NEVER FAILS TO HELP YOU ✿ ✿ ✿ ✿ ✿ ...•♥•


ISLAM IS BEST !

Life is Test, Islam is best, Namaz is must, Aakhrut is for rest, World is only dust, If Quran is in chest, Nothing need next, Obey ALLAH first. Success will be next.... In sha Allah !!


Shuru Allah k Naam se: Aye wo logon jo Iman laye hon! Juma k din Namaz ki Azan di Jaye to tum Allah k Zikr ki taraf doud pado aur kharid o faroqt chordo, ye tumhare haq me bahot hi behter hai agar tum Jaante ho. phir jab Namaz ho chuke to zameen me phail jao aur Allah ka fazl talash karo aur ba kasrat Allah ka zikr kiya karo ta k tum falah palo.(Surah:Al-Jumu’ah: Surah No:62: Aayat No: 9-10)

O ye who believe! When the call is proclaimed to prayer on Friday (the Day of Assembly), hasten earnestly to the Remembrance of Allah, and leave off business (and traffic): that is best for you if ye but knew. And when the Prayer is finished, then may ye disperse through the land, and seek of the Bounty of Allah: and celebrate the Praises of Allah often (and without stint): that ye may prosper. (The Holly Quran - Chapter 62, Al-Jumu’ah - Verse 9-10)

Aye Allah: Jo tu ne Diya hai, aur jo tu ne Nahi diya, aur jo tu ne Dekar le liya hai, un sab par tera lakh lakh shukr hai, kyun k Jo Tu ne diya hai wo teri naimat hai, Jo tu ne nahi diya us me Teri hikmat, Aur jo tu ne de kar le liya wo Hamara imtehan, Aye Allah! Hamen har haal me Shukr ada karne ki toufeeq ata farma. Aameen.


When you stand up to pray, pray as if it is your last prayer ... ♥♥

✿ Din me 5 waqt Namaz padhne ki Apni Aadat Banalo,
✿ Sirf ye sonch kar k kya Pata ye Azaan aap Aakhri baar sun Rahe ho?
✿ Kya pata Tumhara rab Tumhe Aakhri baar Pukaar Raha ho?

Namaz ki Fikr Apne Oopar Farz kar lo: ALLAH" ki Qasam. Dunya ki Fikr se Azaad ho jao ge Aur Kaamyabi Tumhare Qadmon Main Hogi. INSHA ALLAH...•♥•


----{ Maa Baap se Rakho Dosti Maa Baap Phir Milte Kaha }----

✿ Ho gaye bacche jawan boodhi ho rahi hai maa,
✿ Be khawab aankho me khawab bo rahi hai maa,
✿ Roti apne hisse ki de k apne baccho ko,
✿ Sabr ki rida odhe bhooki so rahi hai maa,
✿ Sans ki mariza hai phir bhi thande pani se,
✿ Kitni sakht sardi me kapde dho rahi hai maa,
✿ Gair ki shikayat par phir kisi sharart par,
✿ Maar kar mujhe khud bhi ro rahi hai maa,
✿ Khailne se jo mujhko rokti thi mitti me,
✿ Odh kar wohi mitti aaj so rahi hai maa. :’( :’( :’(


"MAA" Koi bataye is lafz ka matlab: Pyar, Wafa, Muhabbat, Lagan, Parwa, Sachai, Khuloos, Pakeezgi, Sukoon, Khidmat, Mehnat, Dua, Dost, Hamadard, Rehnuma, Ustaad, Maasoomaiyat, Ibadat, Imaan, Diyanat, Jazba. Ye sab Meri MAA ki khubiyon ki ek jhalak hai, Warna meri MAA ki khobiyan to itni hain alfaaz khatam ho jaen, magar Maa ki tareef puri nahi ho sakti.

Ya Allah bless my parents ♥

رَّبِّ ارْحَمْهُمَا كَمَا رَبَّيَانِي صَغِيرًا
"My Lord, bestow on them thy mercy even as they cherished me in childhood. (The Holly Quran - Chapter 17, Bani Isra’il - Verse 24) Aameen


Shuru Allah k Naam se: Aise log Jinhe Tijarat aur Kharid-o-Faroqt Allah k Zikr se aur Namaz k Qayem karne aur Zakat ada karne se Gafil nahi Karti us din se darte hai jis din bahot se dil aur Bahot si Aankhen ulat pulat hojayengi. Is irade se k Allah unhen un k Aamal ka Behtareen badla de bal k Apne Fazl se aur kuch zyadati ata Farmaye.(Surah:Al-Nur, Surah No:24, Aayat No:37-38)

By men whom neither traffic nor merchandise can divert from the Remembrance of Allah, nor from regular Prayer, nor from the practice of regular Charity: their (only) fear is for the Day when hearts and eyes will be transformed (in a world wholly new), That Allah may reward them according to the best of their deeds, and add even more for them out of His Grace: for Allah doth provide for those whom He will, without measure.(The Holly Quran - Chapter 24, Al-Nur - Verse 37-38)


......................✿....... H A D E E S .......✿......................

ابو ھریرہ سے روایت ہے کے حضور (صلی اللہ علیہ وسلم) نے فرمایا.. زکوة / خیرات کسی بھی صورت مال میں کمی نہیں کرتی، اور جو اپنے غلام کو معاف کر دے(آزاد کرنا) الله اسکی عزت میں اضافہ فرماتا ہے اور جو شخص عاجزی اپناۓ الله لوگوں کی نظر میں اسکی قدر بلند کر دیتا ہے

[مسلم، کتاب: 32 حدیث:6264 ]

Abu Huraira reported Prophet MUHAMMAD (صلی اللہ علیہ وسلم) as saying: Charity does not in any way decrease the wealth and the servant who forgives, Allah adds to his respect. and the one who shows humility, Allah elevates him in the estimation (of the people).

[Sahih Muslim Book 032, Number 6264:]

Abu Huraira (Razi Allah Ta'ala Anha) se Riwayat hai k Huzoor (Sallallahu 'Alaihi Wa Sallam) ne Farmaya: Zakat/Khairat kisi bhi Surat Maal me kami Nahi karti, Aur Jo Apne Gulam ko muaaf karden (Aazad karna) Allah us ki Izzat me Izafa Farmata hai aur jo Shaksh Aajizi apnaye Allah logon ki Nazar me us ki Qadar Buland kardeta hai.


Ladki Waloun k Demands…

✿ Qualification (Masters rehna , Chahe Deen ki kuch malumaat raho ya naa raho)
✿ Kamata kitna hai? (Agar 50,000 rs halaal income b kamara toh kam hi lagra)
✿ Zaati Ghar,
✿ Choty Family,
✿ Koi Zimmedari nahi hona,
✿ Ghar me Kaam Wali rehna (Allah hu akbar ab ye b dekhre :P).
✿ Preference pahle European Countries me Rehne waloun ko,Then gulf aur phir last me India me rehne wale ko.
(Isme Ladkiya b Zimmedar hai pahle se khwahis rehty hamare Wud b Europe me rehna , Middle East me Rehna).

Aur sab me badi cheez unki beti padi likhi hai toh Job karne nahi rokna. (Chahe Job woh Ghair mard k samne bepardah b hona ho toh nahi rokna)

Ammma yaar ab bataiye Isme DEEN kahan hai?
Halaal income kahan hai?

Aise demands ladki wale karrey toh phir ladke wale b Dahej /Jode ki raqam/ flat/car/bike poochre.
Taali Ek haat se nahi bajty…


---{ Mere Khaloos ka Mujh ko Samar Khuda ne Diya }---

✿ Gila Hi Kya Naa Agar Maal-o-Zarr Khuda ne Diya,
✿ Mujhe Bahot Hai Jo Mujh ko Hunar Khuda ne Diya.

✿ Mera Safar Bhi Mere Waaste Qayam Raha,
✿ Naa Jab Talak Mujhe Hukum-e-Safar Khuda ne Diya.

✿ Bagair Junbish-e-Lab hi Mujhe Mila Sab Kuch,
✿ K Mere Dast-e-Dua may Asar Khuda ne Diya.

✿ Gharo'n k Hote Huwe Be'Gharo'n ki Basti may,
✿ Mujhe Sakoon hai Jis may Woh Ghar Khuda ne Diya.

✿ Tu Khush'naseeb hai Aye Karwan-e-Ehl-e-Zameen,
✿ K Mustafa (s.a.w) Sa Tujhe Reh'bar Khuda ne Diya.

✿ Main Dosto'n ki Nazar may hoon Motabar Khawar,
✿ Mere Khaloos ka Mujh ko Samar Khuda ne Diya.


----{ A “house for sale”, any one wants to buy it? }----
.
.
.
✿ Name of the house: “Al Jannah” (paradise)
✿ Number of its doors: 8 doors
✿ The key: “La Ilaha Ill’Allah Muhammadur Rasulullah s.a.w” (There is no god but Allah Muhammad s.a.w is the Messenger of Allah)
✿ Type of construction: “made from gold and silver”
✿ The space: “like the width of the sky and the earth”
✿ The price: “don’t associate anyone with Allah(SWT)”
✿ The delivery date of the house:”day of judgment”
✿ Just a special offer to : “Righteous people”

I ask Allah that the reader of this and I will be among the people of Paradise,
Ameen. ♥If Jannah is your Dream.... Hold tight to the Deen !!! ❞ ♥

No comments:

Post a Comment